Posts

Khamosh

  Iss dill ne jo chaha woh hamesha paya hai par tujhe na paane ka dard kahin iss dill mein ठहर  sa gaya hai बुझती  hue कोयले  ppar jo roshni bache hai wahee bahut hote hai umeed kayam rakhne ke liye Pata hai woh बुझ   jayege jaldi he Par woh ek mashaal se kum nahi hai aaj Par kyonचिता  ki ladki ki rakh  par sardi mein haath sekne ka mann hai Par kyon uss ka sardअहसास  aaj bhi garam mahsoos hota hai Is dill ne jo chaha woh hamesha paya hai ! Par क्यों  yeh दिल  aaj bhi wahin ruka hai  जहाँ se tum chale gaye they chup chap... ज़िन्दगी guzar jayege yuun he.... Par woh pal nahi छूटेगा  samay se सदियां beetजायेगा  na hum honge na tum.... magar woh pal wahin hoga खामोश ! chup chaap ! बेआवाज़ !

Yeh Shahar hai ya........

Image
  yeh andhe, bahre aur goongoon ka shahar hai horn bajana zaroore hai phir kahte hai horn bajane pe fine lagega aur kanoon tak awaaz jaati nahi hai yeh andhoon ka shahar hai jinhe apne alawa kuch nahi dekhaye deta aur inhe dekhke baki bhi gandhari bann gaye hai yeh bahroon ka shahar hai jinke kaan sirf wahi sunte hai jo sunna chahte hai phir kahte hai hamare baat koi sunta nahi Yeh goongoon ka bhi shahar hai jo kabhi awaaz nahi utha sakte aur kahte phir te hai ki hamare koi sunta nahi yeh shahr hai ya apahiz jo na chal sakta hai na daudh sakta hai na uth sakta hai na beth sakta hai phir bhi bhage jaa raha hai yeh shahr hai ya mareez bimaar hai aur dawayeean par zinda hai phir bhi bhara bhara tandarust nazar ata hai